Dard mein doobi song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . It is produced by Anup Jalota. This song was released on 17 Dec 2013.
Dard mein doobi zindagi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain


Mera bachpan jahan pe beeta hain
Mera bachpan jahan pe beeta hain
Mere khwabon mein woh gayi kyun hain
Mere khwabon mein woh gayi kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain


Har kadam saath mere chal kar bhi
Har kadam saath mere chal kar bhi
Zindagi mujhse ajnabee kyun hain
Zindagi mujhse ajnabee kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain


Dard o ghamo har kadam pe milate hain
Dard o ghamo har kadam pe milate hain
Par masarat kabhi kabhi kyun hain
Par masarat kabhi kabhi kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain


Main mukamall samjhta hoon khud ko
Main mukamall samjhta hoon khud ko
Soch mein meri ye kamee kyun hain
Soch mein meri ye kamee kyun hain
Ghum ke saaye mein har khushi kyun hain
Dard mein doobi zindagi kyun hain.