Darbadar song is from and it is sung by .It stars John Abraham, Chitrangda Singh and Prachi Desai in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Goldie Behl, Shrishti Arya, John Abraham. This song was released on 01 Mar 2013.
dil me daraare, dil me daraare
dil me daraare hi daraare, dil me kayi hai daraare

yaade teri hai daraare, tute jo tinka to hawa ka aasra
tuta sitara to dua ka aasra, dil tut jaaye to wo jaaye kaha
darbadar hai, darbadar khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil

hai adhure sire jo wo khule hi rahe to
tumse hi the yahi maan ke hum chale to
ye jo thoda shikva hai tera mera gila hai gar hota nahi
chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi
socha hai pehle bhi kitna par hota nahi
darbadar hai, darbadar khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
darbadar hai, darbadar khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil

darbadar hai, darbadar khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
darbadar hai, darbadar khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil maula
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil maula