dam hai baakii to Gam nahiin Lyrics - Dev Anand | Kalpana Karthik | Asha | Male Voice?
1955
Lyrics
o
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( aankh wo kyaa, dil hii wo kyaa
jo na kare ko_ii kataa ) -2
haath badhaa saaj uthaa
duniyaa kaa gam kare apanii balaa
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( aankh wo kyaa, dil hii wo kyaa
jo na kare ko_ii kataa ) -2
haath badhaa saaj uthaa
duniyaa kaa gam kare apanii balaa
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( kal ke aaj aaj na dhal
dil se mitaa gam kaa asar ) -2
sochanaa kal aah na bhar
aankhon men baseraa kar dil men utar
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( rut hai jawaan waqt hasiin
jashn rahe aaj yahiin ) -2
kal kaa yaqiin hamako nahiin
than hii na jaaye kahiin ghuumatii zamiin
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
he he, he he
he he he
dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin
dil se mitaa gam kaa asar ) -2
sochanaa kal aah na bhar
aankhon men baseraa kar dil men utar
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
( rut hai jawaan waqt hasiin
jashn rahe aaj yahiin ) -2
kal kaa yaqiin hamako nahiin
than hii na jaaye kahiin ghuumatii zamiin
( dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin ) -2
he he, he he
he he he
dam hai baakii to gam nahiin
aish ke raste kam nahiin