Dagabaaz ho banke piya song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tara Harish. This song was released on 01 Jan 2018.
Dagabaaz ho banke piya
Kaho ha dagabaaz ho
Banke piya kaho ha dagabaaz ho
O banke piya kaho ha kaho ha
Kaho ha dagabaaz ho
Banke piya kaho ha dagabaaz ho


Nirmohi kahat pe iss dhun mein
Ho ho ho nirmohi
Kahat pe iss dhun mein
Gaye gale thamo re
Nirmohi kahat pe iss dhun mein
Koi chor chhupa hai
Tumhare man mein
Koi paap na tumse ho
Koi chor chhupa hai
Tumhare man mein
Khade ho chup chup kyu
Jubaa huyi ghup chup kyu
Abhi jara balam saiya
Kuchh to bolo na


Dagabaaz ho banke piya
Kaho ha dagabaaz ho
Banke piya kaho ha dagabaaz ho
O banke piya kaho ha kaho ha
Kaho ha dagabaaz ho
Banke piya kaho ha dagabaaz ho


Mil yahan mat mil piya teri marji
Mil yahan mat mil piya teri marji
Huyi main to teri banwariya
Mil yahan mat mil piya teri marji
O sun to janam ke bedardi
Are kya main karu sanwariya
O sun to janam ke bedardi
Gore ho ya kale ho
Tum hame pyare ho
Hame nahi de do
Saiya kudh ko de do na


Dagabaaz ho banke piya
Kaho ha dagabaaz ho
Banke piya kaho ha dagabaaz ho.