Kehte hain padh likhkar aakhir kya karogiTumko toh kisi ka ghar basaana haiKehte hain tum ho amaanat doosron kiUnsey kaho apni bhi zidd haiTode hum saare ye pinjreChulein aasmaan ye jahaan hum jeet leinBadle daastan, har dhadkan boleChulein aasmaan ye jahaan hum jeet leinBadle daastan, har dhadkan boleKehte hain: bete budhape ka sahara hainBetiyaan, bas ek bojh hainKehte hain: jo bura hua tera kusoor haiUnsey kaho, apni bhi zidd haiTode hum saare ye pinjreChu le aasmaan ye jahaan hum jeet lein
Badle daastan, har dhadkan boleChu le aasmaan ye jahaan hum jeet leinBadle daastan, har dhadkan boleHar zarra ye kahe, ab hum hai sang tereRoke se na ruke.. hey, hey…Har qatra cheekh ke, dohraaye sang mereAb roke na ruke.. hey, hey…Chhu le aasmaan..(Koi agar humse pooche, kaun hai humChahe hum jo bhi hai, apni pehchan kaheJab tak hai humaare beech barabari na hoTab tak kaise, khud ko hum insaan kahe)Chule aasmaan ye jahaan hum jeet leinBadle daastan, har dhadkan boleChule aasmaan ye jahaan hum jeet leinBadle daastan, har dhadkan bole..