Bina kisi baat pe yun hi mulakat pe Sardi ki dhup aur dheemi barsaat pe Khush hoke dil uchhale Tension ko khunti pe taang
Ke choti choti khushiyon pe dil Maare chalang, maare chhalang (2x)
Kabhi hansi chhapaak wali (hooton pe aaye) Kabhi band se lifafon mein Yeh khankhanaaye Nanhe paaon se aake milli kabhi Khushiyaan meethi si tap
Mein hai bhari (hain bhari) Toh naache aise mann Haath jaise aaya ho chaand
Ke chhoti choti khhushiyon pe dil Maare chalang, maare chalang (2x)
Kabhi socho jo usse jada mile Maango chauthai aur aadha mile Jab nanhe parindon ko udna aa jaaye Chhu le koi aise ki mann rang jaaye
Kabhi bhula sa gaana aa jaaye honthon pe Kabhi khali jebein bhar jaaye noton se Jo raag jeet ka Dil gaaye deewarein faand
Ke choti choti khushiyo pe dil Maare chalaang, maare chalang (3x)
Hmm...