chhoTaa saa bhaiyaa hamaaraa, bahanaa ke dil kaa dulaaraa Lyrics - Raj Babbar | Nutan | Rati Agnihotri | Lata Mangeshkar

1983

Lyrics

chhotaa saa bhaiyaa hamaaraa bahanaa ke dil kaa dulaaraa
suuraj ne dekhaa chandaa ne dekhaa sabako lage kitanaa pyaaraa
tuu hii to hai merii duniyaa, kaise ye chhutegii
bhaaii bahan ke milan kii, dorii na tuutegii
jag men kahiin bhii rahe tuu, duungii main tujhako sahaaraa
chhotaa
hogaa badaa jis din tuu, lekar duaa merii
pyaar se charchaa karegaa, saaraa zamaanaa terii
kadamon ke niiche hogaa, duniyaa kaa duujaa kinaaraa
chhotaa