Chand Ne Kholi Jadu Ki Pudiya Lyrics - Hum To Chale Pardes | Purnima Patwardhan | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chand ne kholi jadu ki pudiya song is from Hum To Chale Pardes (1998) and it is sung by Purnima Patwardhan and Mohammed Aziz.It stars Rajeev Kapoor, Mandakini and Asha in leading roles. This song is penned by Ravindra Peepat and composed by Vijay Singh. It is produced by Ravindra Peepat. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
chand ne kholi jadu ki pudiya
lakh khilone meri ek gudiya
saans me saans rahti hai
jab samne hai meri gudiya
chand ne kholi jadu ki pudiya
lakh khilone meri ek gudiya
tu jo kahe le aau mai tare aasman ke
tere liye le aaunga sapne sare jaha ke
nind hai ek chhota safar
chota sa palna or pariyo ka ghar
nind hai ek chota safar
chota sa palna or pariyo ka ghar
nind me nind aayegi
jab soyegi tu meri gudiya
chand ne kholi jadu ki pudiya
lakh khilone meri ek gudiya
toote huye taare nahi mai to chand lungi
leke chalo mujhe waha mai chand se khelungi
kitna suhana hoga waha
chandani ka jharna hai bahta jaha
kitna suhana hoga waha
chandani ka jharna hai bahta jaha
le chalunga ye wada raha
jara si badi ho meri gudiya
chand ne kholi jadu ki pudiya
lakh khilone meri ek gudiya
yaha hu mai, yaha hu mai
batao mai chhipi kaha hu
waha nahi, waha nahi
are mai to khadi yaha hu
aankh se tu jab ojhal hogi
saans meri har bojhal hogi
aankh se tu jab ojhal hogi
saans meri har bojhal hogi
saans me saans aayegi
jab samne hogi meri gudiya
chand ne kholi jadu ki pudiya
lakh khilone meri ek gudiya