Cham cham chanda hain song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vidwan V. Lakshmanan. This song was released on 01 Jan 2018.
Cham cham chanda ki lagati bindiyan
Mere galiyon mein aaja neendiya
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Kab aayi kab aayi kab aayi neendiya
Cham cham chanda ki lagati bindiyan
Mere galiyon mein aaja neendiya
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Kab aayi kab aayi kab aayi neendiya


Aake humein meeth meeth sapne dikha
Sapno ki duniya ki ser kara
Zhil mil zhil mil zhil mil karte
In taaro ki chhaao mein
Chal humko le chal
Chanda maam ke gaaon mein
Kehati hain duniya ki se
Aage bhi hain ek duniya
Cham cham chanda ki lagati bindiyan
Mere galiyon mein aaja neendiya
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Kab aayi ab aayi ab aayi neendiya


Ye dharti tu dekh le ambar bhi dekh le
Panchhi bankar hum
Hawa mein udd kar bhi dekh le
Ye dharti tu dekh le ambar bhi dekh le
Panchhi bankar hum
Hawa mein udd kar bhi dekh le
Chhota saa bana le
Hum wahin pe ghar apna
Cham cham chanda ki lagati bindiyan
Mere galiyon mein aaja neendiya
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Kab aayi kab aayi kab aayi aayi neendiya


Raat ki rang raliyon mein jhoom le jara
Baadalo ki galiyo mein ghum le jara
Raat ki rang raliyon mein jhoom le jara
Baadalo ki galiyo mein ghum le jara
Par humko maaloom hain
Hum kitane gareeb hain
Par humko maaloom hain
Hum kitane gareeb hain
Hum gareebo ke kahan aise naseeb hain
Achha humko tota maina ki kahani sunado
Cham cham chanda ki lagati bindiyan
Mere galiyon mein aaja neendiya
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Lambi lambi raatiya rasta dekhe akhiyan
Kab aayi kab aayi kab aayi aayi neendiya.