Chalo Chalo Chale Dur Kahin Lyrics - Sindoor | Rishi Kapoor | Govinda | Shakti Kapoor | Kavita Krishnamurthy | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chalo chalo chale dur kahin song is from Sindoor (1987) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Mohammed Aziz.It stars Rishi Kapoor, Govinda, Shakti Kapoor, Shashi Kapoor in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by A. Krishnamurthy. This song was released on 14 Aug 1987.
Lyrics
Suno ji kaho ji
Ho koi aata hain koi jata hain
Aane jane walo se ji ghabrata haic
Chalo chalo chale door kahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
O dil na lage is sahar mein mera
O dil na lage is sahar mein mera
Kisi parwat pe dal de dera
Kisi jungle mein dal de basera
Dub ke nahin to mar jaye kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Rah gayi piche duniya ke mele
Yaha nahin koi hum hain akele
Rah gayi piche duniya ke mele
Yaha nahin koi hum hain akele
Dil kya hain chiz meri jaan
Eye babu machis hain
Kab koi aa jaye kya hain yaki
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Muskil se mili hain ye tanhaiya
Muskil se mili hain ye tanhaiya
Lene do pyar ko ab angadaiya
Koi aa raha hain koi aa raha hain
Ho na jaye ruswaiya
He mister time kya hua
Is kambakt ko aana tha yahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin
Chalo chalo chale door kahin
Pyar ke liye ye jagah thik nahin.