chalo chalen re saajan Lyrics - Sunil Dutt | Padmini | Lata Mangeshkar | Hemant Kumar
1960
Lyrics
chalo chalen re saajan dhiire-dhiire
balam dhiire-dhiire safar hai pyaar kaa
kho_ii kho_ii hai ye raat rangiilii
nazar hai nashiilii samaa iiqaraar kaa
aankhon men khushii kii laharen
aur dil men muhabbat bhii javaan
do dil hain basaane
ik pyaar kii duniyaa aaj yahaan
ik pyaar kii duniyaa aaj yahaan
gum-sum sii hai ye duniyaa saarii
khaamosh nadii ke kinaare hain
hai chaand mere pahaluu men
daaman men chamakate taare hain
daaman men chamakate taare hain
balam dhiire-dhiire safar hai pyaar kaa
kho_ii kho_ii hai ye raat rangiilii
nazar hai nashiilii samaa iiqaraar kaa
aankhon men khushii kii laharen
aur dil men muhabbat bhii javaan
do dil hain basaane
ik pyaar kii duniyaa aaj yahaan
ik pyaar kii duniyaa aaj yahaan
gum-sum sii hai ye duniyaa saarii
khaamosh nadii ke kinaare hain
hai chaand mere pahaluu men
daaman men chamakate taare hain
daaman men chamakate taare hain