Bura hain na gana song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bura hain na gana bura
Bura hain na gana bura
Itna to jaan kya chees ye kala hain
Itna to maan karte ki jidd diya hain
Bura hain na gana
Bura na bajana
Ye fun purana
Bura hai na gana bura


Mathura nagari ki kunj galin me
Dekhi hamne dhoom re
Dekhi hamne dhoom re
Murli ki vo taan rasili
Manva jaye jhoom re
Manva jaye jhoom re
Dil to yu har ek nach nigode
Kathak ke yu baje nigode
Bura hai na gana bura


Dur gagan me jakar dekhi
Duniya sur aur taal ki
Duniya sur aur taal ki
Chhan chhana chhan baje manjire
Gunje thape naal ki
Gunje thape naal ki
Dil pe jara bhi rahe na kabu
Bharat natyam dekh ke babu
Bura hai na gana bura
Bura hai na gana bura


Sair sapate karte babu
Aaye jab punjab mein
Haye aaye jab punjab mein
Nach vo dekha rang rangila
Jo na dekha khawab mein
Jo na dekha khawab mein
Budha bacha lunja langda
Jisko dekho nache bangara
O munde mard kamaiya karde
O munde mard kamaiya karde
Ek lachi tere bal na bale
Bura hai na gana bura
Bura hai na gana bura.