Botal khuli hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 2005.
Botal khuli hai raksh mein jaame sharaab hai

Aye maiksho tumhari duaan kaamiyaab hai

Paimana bhar ke kehate hai woh kis adda ke saath

Peelo hamare haath se peela shabab hai
Peelo hamare haath se peela shabab hai
Aye maiksho tumhari duaan kaamiyaab hai
Botal khuli hai raksh mein jaame sharaab hai

Jis se kiya thaa pyaar usi ne diye hai gham

Sach puchhiye to dil ka lagana azaab hai
Sach puchhiye to dil ka lagana azaab hai
Aye maiksho tumhari duaan kaamiyaab hai
Botal khuli hai raksh mein jaame sharaab hai

Ruda dehizra chehare pe teharir hai fana

Padh lijie khuli huyi dil ki kitaab hai
Padh lijie khuli huyi dil ki kitaab hai
Aye maiksho tumhari duaan kaamiyaab hai
Botal khuli hai raksh mein jaame sharaab hai
Botal khuli hai raksh mein jaame sharaab hai.