Bol tu kaun hai be song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Abha Sonakia. This song was released on 04 Sep 2009.
Bol tu kaun hai be, teri pehchaan hai kya
Aaj hum sabko bata aaj tera naam hai kya
Kaun hai kaun hai tu,
Kuchh toh batala de hamein
Kaisi uljhan hai teri
Kuchh toh samajha de hamein
Kaun hai kaun hai tu, kis liye maun hai tu
Kaun hai kaun hai tu, kis liye maun hai tu


Koyi pehchaan nahi koyi armaan nahi
Iss hukumat se ladu itana aasaan nahi
Isliye maun hoon main,
Kya pata kaun hoon main
Isliye maun hoon main,
Kya pata kaun hoon main
Kaun hai kaun hai tu
Kaun hai kaun hai tu
Tujhako hum sab ki kasam kisliye main hai tu
Hain apana baap hube, ghode ki taap hube
Ek system hai yahaan main usaka paap hoon be
Main toh thaakur bhi nahi, main toh pandit bhi nahi
Hoon jo insaan toh kya usaki kimat hi nahi
Na toh dilli hi huwa, na hi chalon huwa
Kya pata kaun hoon main
Kya pata kaun hoon main


Koyi mohala hai yahaan, koyi biran bhi toh hai
Koyi sitiya hai magar ek uljhan bhi toh hai
Hamako maalum nahi kaise aaye hai yahaan
Kaun hai kisake hai hum humko jaana hai kahaan
Humako maalum nahi kaun hai kaun hai hum
Baat sadiyon ke bhi abb kisliye maun hai hum


Main toh mohala bhi nahi baap ka ba bhi nahi
Kasturi kya hai meri uchhali meri maa bhi nahi
Tu toh gaandhi bhi nahi tera paiyaan bhi nahi
Teri chaandi bhi nahi
Kaun hai kaun hai woh koyi batlaaye sahi
Nochkar usaki naqaab koyi toh laaye sahi
Samajho na hamein umada  sa hai hum
Bas abhi maun hai hum
Bas abhi maun hai hum
Bas abhi maun hai hum
Bas abhi maun hai hum.