Bholi surat dil ke khote song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhagwan Dada. This song was released on 04 Apr 1951.
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote


O o o
Naye zamaane ki yeh chhaila
Ujle kapade dil hai maila
Rang rangi inki thaayi ghar
Mein lekin kadki chaayi
Kadki chaayi kadki chaayi
Kadki chaayi
Rang rangi inki thaayi ghar
Mein lekin kadki chaayi
Fashion mein dil mote khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote


Naye zamaane ki yeh naari
Oonchi sandal baaki saadi
Naino mein kajra hotho pe laali
Haath mein kangan kaan
Mein baali kaan mein baali
Naino mein kajra hotho pe
Laali nakhre bade mote khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote


Husn aur ishq ki yeh ladayi
Suru se jag mein hoti aayi
Na koi jeete na koi haare
Ajee kyun na phir miljaaye pyaare
Na tum bade na hum chhote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan
Chhote darashan chhote.