Laga hai kuch aisa nishana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Laga hai kuch aisa nishana kisi ka
Ye dil ho gaya hai deewana kisi ka
Laga hai kuch aisa nishana kisi ka
Ye dil ho gaya hai deewana kisi ka


Mere hosh jate rahe dekhate hi
Qayamat hawas muskurana kisi ka
Mere hosh jate rahe dekhate hi
Qayamat hawas muskurana kisi ka
Laga hai kuch aisa nishana kisi ka
Ye dil ho gaya hai deewana kisi ka


Koi man mein akar ke aise basa hai
Ki mushkil hua bhulana kisi ka
Koi man mein akar ke aise basa hai
Ki mushkil hua bhulana kisi ka
Laga hai kuch aisa nishana kisi ka
Ye dil ho gaya hai deewana kisi ka


Mili un se ankhe to bijali si tadapi
Mili un se ankhe to bijali si tadapi
Kuch aisa tha ankhe ladana kisi ka
Ye dil ho gaya hai deewana kisi ka.