Ae Aankh Ab Na Rona Lyrics - Sipahiya | Madhubala | Agha | Yakub | Lata Mangeshkar | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ae aankh ab na rona song is from Sipahiya (1949) and it is sung by Lata Mangeshkar and Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).It stars Madhubala, Agha, Yakub, Kanhaiyalal in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai
Pee jaye aasuo ko
Bas wo jigar jigar hai
Bas wo jigar jigar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai
Bedard zamana ya
Bedard meri kismat
Mil kar bhi mil na paye
Ummeed pe gujar hai
Ummeed pe gujar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai
Aankho mein aake thahro
Ya dil mein aake thahro
Ye bhi tumhara ghar hai
Wo bhi tumhara ghar hai
Wo bhi tumhara ghar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai
Hum dil to apna pahle hi
Tumko de chuke hai
Hum dil to apna pahle hi
Tumko de chuke hai
Ik jan rah gayi hai
To wo bhi ab nazar hai
To wo bhi ab nazar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai.