Bharat Ka Bhai Lakshman Lyrics - Aahuti | Rajendra Kumar | Shashi Kapoor | Madan Puri | Kishore Kumar | Mahendra Kapoor
in Movies
Watch the Video
Song Information
Bharat ka bhai lakshman song is from Aahuti (1978) and it is sung by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor and Manhar Udhas.It stars Rajendra Kumar, Shashi Kapoor, Madan Puri, Parveen Babi in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Ramchand Bashomal, Reeta Shah, R. Soni. This song was released on 01 Jan 1978.
Lyrics
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Iss duniya mein
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Hey hey hey hey hey hey
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Roj padho ramaayan ko
Roj padho ramaayan ko
Julm ka sar jab uncha ho
Julm ka sar jab uncha ho
Tab tab usako yaad karo
Tab tab usako yaad karo
Are jisake haathon
Hona hai raawan ka
Raawan ka kaam tamaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Raghukul reet sada chali aayi
Praan jaaye par wachan na jaaye
Ek ek ek jaise ke hanuman hai
Ek hum sab ki pehchaan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Jaise ke hanuman hai
Ek hum sab ki pehchaan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Ho ek hi naam se lagate
Hai hum tino ke naam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram.