Bhar do jholi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salim Khan, Manisha. This song was released on 01 Dec 2000.
Sahe madina suno
Iltajaa khuda ke liye
Karam ho mujh pe
Habibe khuda khuda ke liye
Huzur uh chhay
Ummid ab to khil jaaye
Tumhare dar ka gada hu to
Bhikh mil jaaye


Bhar do jholi
Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali
Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali
Bhar do jholi
Tumhare aastan
Se zamana
Kya nahi pata
Tumhare aastan
Se zamana
Kya nahi pata
Koi bhi dar khali
Mangane wala nahi jata
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi


Hum zamane ke
Mukhdar ho ya nabi
Bekaso ke madadgar
Ho ya nabi
Sabki sunte ho apne
Ho ya gair ho
Sabki sunte ho apne
Ho ya gair ho
Tum garibo ke
Khwar ho ya nabi
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi


Hai mukhlib zamana
Kaha jaaye hum
Halate bekasi kisko
Dikhlaye hum
Hum tumhare bhikhari
Hai ya mustufa
Hum tumhare bhikhari
Hai ya mustufa
Kiske aage bhala
Haath failaye hum
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi


Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali
Laut kar main na
Jaunga khali
Kuch nawajo ka
Sadka ada ho
Kuch nawajo ka
Sadka ada ho
Dar pe aaya hu
Ban kar sawali
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi


Har sipahi ko
Shane karimi
Marhaba dono
Aalam ke wali
Marhaba dono
Aalam ke wali
Uski kismat ka
Chamka sitara
Uski kismat ka
Chamka sitara
Jispe nazre garam
Tumne dali
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi


Hasr mein unko
Dekhenge hardam
Unmati ye kahenge
Khushi se
Unmati ye kahenge
Khushi se
Ke aa rahe hai wo dekho
Aa rahe hai wo
Dekho mohammad
Jinke kandhe pe
Kamli hai kaali
Aa rahe hai wo
Dekho mohammad
Jinke kandhe pe
Kamli hai kaali
Bhar do jholi


Hum hai ranjo
Mohammad ke mare hue
Takht muskil mein
Hai gham se hare hue
Ya nabiji khudara
Hume bhi to do
Ya nabiji khudara
Hume bhi to do
Dar pe aaye hai
Jholi pakare hue
Bekaso ke madadgar
Ho ya nabi
Jinki hajmat hai
Sab se nirali
Bekaso ke madadgar
Ho ya nabi
Jinki hajmat hai
Sab se nirali
Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali
Bhar do jholi


Bhar do jholi
Ya mohammad
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi meri
Tajdhare madina
Bhar do jholi meri
Sarkare madina
Bhar do jholi
Ya mohammad
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi
Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali
Bhar do jholi meri
Ya mohammad
Laut kar main na
Jaunga khali.