Balkhaye kamariya hamar song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ratan Mohan. This song was released on 01 Jan 2018.
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Tohe dunde jiya baar baar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa


Badan mora phulo ki
Dali sa lachke
Badan mora phulo ki
Dali sa lachke
Chalat hu main papi
Najariyo se bachke
Kisi ka nahi aitbar re
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa


Piya mori nash nash mein
Jagi hai jawala
Piya mori nash nash mein
Jagi hai jawala
Lagi dil ki dekhe na pehra na tala
Akeli rahi bahar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa


Yaha jaan par khel ke tore karan
Yaha jaan par khel ke tore karan
Tanik dekh to kon aaya hai sajan
Jaha ho vahi pe pukar re
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa
Kahi dunde jiya baar baar
Sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar
Sanware jaldi se aa.