Bahut mayus ho kar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bahut mayus ho kar
Kuchaye ae katil se ham nikle
Ilahi ab ye minnat  hai
Dil nikle ya dham nikle
Dil nikle ya dham nikle


Karte hai ab wo hamse
Mohabbat ka bahana
Karte hai ab wo hamse
Mohabbat ka bahana
Mano ya na mano
Hai ye makkar zamana
Mano ya na mano
Hai ye makkar zamana


Nafrat bhi nahi hamse
Ulfat bhi nahi hai
Nafrat bhi nahi hamse
Ulfat bhi nahi hai
Ha kehne ki na kehne ki
Fursat bhi nahi hai
Ha kehne ki na kehne ki
Fursat bhi nahi hai
Din raat sunate the kabhi
Hame dil ka tarana
Hame dil ka tarana
Mano ya na mano
Hai ye khudgarz zamana
Mano ya na mano
Hai ye khudgarz zamana


Ikrar bhi karte nahi inkar nahi hai
Ikrar bhi nahi inkar nahi
Ikrar bhi karte nahi inkar nahi hai
Ab bato pe unki hame
Aitbar nahi hai
Ab bato pe unki hame
Aitbar nahi hai
Aata hai unhe khub
Aji dil jalana aji dil jalana
Mano ya na mano
Hai ye khudgarz zamana
Mano ya na mano
Hai ye khudgarz zamana
Makkar zamana.