Apna banakar tumne song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Naino se mad madira pilakar
Naino se mad madira pilakar
Tumne haye tumne
Hame mastana kiya
Apna banakar tumne
Hamko duniya se begana kiya
Apna banakar tumne
Hamko duniya se begana kiya


Ye prem hai kya jakar pucho
Koi sama ke us deewane se
Koi sama ke us deewane se
Jalne mein maza aata hai kya
Pucho koi parwane se
Jalne mein maza aata hai kya
Pucho koi parwane se
Hamne to aadesh pe uske
Dil apna nazrana kiya
Dil apna nazrana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya


Dilwalo hardum haste haste
Dil ka sauda karte hai
Ha dil ka sauda karte hai
Anjaam ki kya parwah unko
Wo nahi maut se darte hai
Anjaam ki kya parwah unko
Wo nahi maut se darte hai
Humne bhi kisi dilbar ke dil se
Aao suna ada na kiya
Aao suna ada na kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya


Kya aan nayi kya shaan nayi
Kya aan nayi kya shaan nayi
Kya ada nirali bato ki
Kya ada nirali bato ki
Nas nas mein bijli daud gayi
Ye harkat hai in hatho ki
Nas nas mein bijli daud gayi
Ye harkat hai in hatho ki
Hum kaap rahe ab tak dekho
Hum kaap rahe ab tak dekho
Itna hamko hairan kiya
Itna hamko hairan kiya
Apna banakar tumne
Ha ha tumne na na tumne
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya.