Baharon ne chheda song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1986.
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Meri aaj unse mulaqaat hogi
Meri aaj unse mulaqaat hogi
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana


Salaame mohabbat
Main unse kahunga
Salaame mohabbat
Main unse kahunga
Tarana wafaa ka
Suna ke rahunga
Dil ko yakeen woh baat
Meri maan jayenge
Dil ko yakeen woh baat
Meri maan jayenge
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana


Mohabbat ki raahon mein
Jeene se pehle
Mohabbat ki raahon mein
Jeene se pehle
Lagaunga main
Unko sine se pehle
Woh pyaar ke ikaraar ko
Pehchaan jayenge
Woh pyaar ke ikaraar ko
Pehchaan jayenge
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana


Muqaddar se aaye
Mulaqaat ke din
Muqaddar se aaye
Mulaqaat ke din
Yeh din bhi hain
Unki inayaat ke din
Hum aaj banke husn ke
Mehmaan jayenge
Hum aaj banke husn ke
Mehmaan jayenge
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Meri aaj unse mulaqaat hogi
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana
Baharon ne chheda
Khushi ka tarana.