Badnam zindagi se song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1986.
Badnam zindagi se
Shikwa bhi kya karenge
Jab tu hi bewafaa hain
Teri yaad kya karenge
Badnam zindagi se
Shikwa bhi kya karenge
Jab tu hi bewafaa hain
Teri yaad kya karenge
Badnam zindagi se


Jeene ko jee rahe hain
Marne ka dar nahin hain
Apni duaaon mein ab
Shayad asar nahin hain
Shayad asar nahin hain
Sunta nahin hain koi
Fariyaad kya karenge
Jab tu hi bewafaa hain
Teri yaad kya karenge
Badnam zindagi se


Barbaadi o ke saaye
Mein ghar basa rahe hain
Le ab tere jahaan se
Hum door jaa rahe hain
Hum door jaa rahe hain
Barbaad hone wale
Barbaad kya karenge
Jab tu hi bewafaa hain
Teri yaad kya karenge
Badnam zindagi se


Maana ke bewafaa hoon
Tum bhi toh bewafaa ho
Phir kaun si khata thi
Jis par ke tum khafaa ho
Jis par ke tum khafaa ho
Khushiyaan tumhein mubarak
Na shaad hum rahenge
Jab tu hi bewafaa hain
Teri yaad kya karenge
Badnam zindagi se.