Badi Rangeen Hai Lyrics - Aadhi Raat Ke Baad | Ashok Kumar | Murad | Ulhas | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Badi rangeen hai song is from Aadhi Raat Ke Baad (1965) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Ashok Kumar, Murad, Ulhas, Sajjan in leading roles. This song is penned by Prem Dhawan and composed by Chitragupta Shrivastava. This song was released on 01 Jan 1965.
Lyrics
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Nazar bhar dekh lo
Jannat hai isi ka nam
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Rangile rashto pe
Kuch aise hai nazare
Utar aaye hai jaise
Zameen pe chand tare
Rangile rashto pe
Kuch aise hai nazare
Utar aaye hai jaise
Zameen pe chand tare
Jidhar jate nazar fire
Wahi pe samjha dil
Ko mila gaya aaram
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Hai duba mastiyo me
Yaha sara jamana
Kahi pe tu bhi kho ja
Kahe mausam suhana
Hai duba mastiyo me
Yaha sara jamana
Kahi pe tu bhi kho ja
Kahe mausam suhana
Idhar dekho jara hak se
Ke deti hai tumko
Nazar pyar ka paygam
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Na jane is hawa me
Nasha kaisa bhara hai
Ke jo ek bar aaya
Yahi ka ho gaya hai
Na jane is hawa me
Nasha kaisa bhara hai
Ke jo ek bar aaya
Yahi ka ho gaya hai
Machalne do jo dil machle
Ke dekha jayega
Jo ho pyar ka anzam
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Badi rangin hai
Rango ki ye sham
Nazar bhar dekh lo
Jannat hai isi ka nam
Badi rangin hai
Rango ki ye sham.