Seedhe thhe raastein Din raat befikar Apni hi dhun mein thaa magan Duniya se bekhabar Karta tha main toh mana Dil ne kiya Sab aansuna
Mujhe bachaana bachaana meri jaana Kaha main jau batana meri jaana Tumhi ho manzil kahi na kho jaana Mujhe bachaana bachaana meri jaana
Jaane kaise hue Hum ek raah par Anjaan the nadaan thhe Baane kaise humsafar
Meri toh hai yeh dua Saath rahein, Tera mera
Mujhe bachaana bachaana meri jaana Kaha main jau batana meri jaana Tumhi ho manzil kahi na kho jaana Mujhe bachana bachana meri jaana
Aakhir ban ye gayi
Apni ye daastan Tum mil gaye toh yoon laga Ke apna hai ye jahaan Tum jaisa koi na tha Tum se he dil Jaake lagaa