Aye Mere Dost Laut Ke Aaja, Bin Tere Jindagi Adhuri Hai Lyrics - Swarg | Govinda | Rajesh Khanna | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aye mere dost laut ke aaja, bin tere jindagi adhuri hai song is from Swarg (1990) and it is sung by Mohammed Aziz.It stars Govinda and Rajesh khanna in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by Nandu G Tolani. This song was released on 18 May 1990.
Lyrics
aye mere dost lot ke aaja, bin tere zindagi adhuri hai
aye mere dost lot ke aaja, bin tere zindagi adhuri hai
aake to dekh meri halat ko, bin tere har khushi adhuri hai
aye mere dost lot ke aaja
banke humdard mera humsaya, tu meri zindagi me aaya tha
banke humdard mera humsaya, tu meri zindagi me aaya tha
pyar apno se bhi jyada, kiya mujhe tune
log kahte hai tu praya tha
log kahte hai tu praya tha
aye mere dost lot ke aaja, bin tere zindagi adhuri hai
aye mere dost lot ke aaja
mere dil se yahi dua nikle, tu jaha bhi rahe kushhal rahe
mere dil se yahi dua nikle, tu jaha bhi rahe kushhal rahe
bhul ke bhi na bhula pau, mai tujhe humdam
har ghadi bas tera khayal rahe
har ghadi bas tera khayal rahe
aye mere dost lot ke aaja, bin tere zindagi adhuri hai
aye mere dost lot ke aaja
yaad aate hai jab karam tere, meri aankho se ashaq bahte hai
yaad aate hai jab karam tere, meri aankho se ashaq bahte hai
tere ehsano ka badla mai chukau kaise
bahte aansu ye mujhse kahte hai
bahte aansu ye mujhse kahte hai
aye mere dost lot ke aaja, bin tere zindagi adhuri hai
aake to dekh meri halat ko, bin tere har khushi adhuri hai
aye mere dost lot ke aaja