ashkon pe hu_aa Katam Lyrics - Mehtab | Shamshad

1946

Lyrics

ashkon pe hu_aa katam mere gam kaa fasaanaa
rote hu_e anjaam pe rotaa hai zamaanaa
ashkon pe hu_aa katam-
aa_ii jo hansii aankh men to ban gae aansuu
paanii men padaa aag kaa tuufaan chhupaanaa
ashkon pe hu_aa katam-
ae daur-e-kizaan aa tujhe siine se lagaa luun
miltaa hai tere haal se kuchh meraa fasaanaa
ashkon pe hu_aa katam-