LyricsTashan

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Title Song Lyrics - Ankhiyon Ke Jharokhon Se | Rajendra Nath | Tun Tun | Ranjeeta | Hemlata

in Movies

Watch the Video

Song Information

Ankhiyon ke jharokhon se title song song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 07 Apr 1978.

Lyrics

Maine dekha jo sanwre
Ankhiyon ke jharokhon se
Maine dekha jo sanware
Tum door nazar aaye
Badi door nazar aaye
Band karke jharokhon ko
Zara baithi jo sochne
Band karke jharokhon ko
Zara baithi jo sochne
Man mein tumhi muskaaye
Man mein tumhi muskaaye
Ankhiyon ke jharokhon se

Ik man tha mere paas
Woh ab khone laga hai
Pa kar tujhe haye mujhe
Kuchh hone laga hai
Ik man tha mere paas
Woh ab khone laga hai
Pa kar tujhe haye mujhe
Kuchh hone laga hai
Ik tere bharose pe
Sab baithi hoon bhool ke
Ik tere bharose pe
Sab baithi hoon bhool ke
Yunhi umra guzar jaaye
Tere sath guzar jaaye
Ankhiyon ke jharokhon se

Jeeti hoon tumhein dekh ke
Marti hoon tumhi pe
Jeeti hoon tumhein dekh ke
Marti hoon tumhi pe
Tum ho jahan saajan meri
Duniya hai wahin pe
Din-raat dua maange
Mera man tere waaste
Din-raat dua maange
Mera man tere waaste
Kabhi apni umeedon ka
Koi phool na murjhaaye
Akhiyon ke jharokhon se

Main jabse tere pyar ke
Rangon mein rangi hoon
Jagte huye soyi rahi
Neendon mein jagi hoon
Main jabse tere pyar ke
Rangon mein rangi hoon
Jagte huye soyi rahi
Neendon mein jagi hoon
Mere pyaar bhare sapne
Kahin koi na chheen le
Mere pyaar bhare sapne
Kahin koi na chheen le
Man soch ke ghabraaye
Yehi soch ke ghabraaye

Ankhiyon ke jharokhon se
Maine dekha jo sanwre
Ankhiyon ke jharokhon se
Maine dekha jo sanware
Tum door nazar aaye
Badi door nazar aaye
Band karke jharokhon ko
Zara baithi jo sochne
Band karke jharokhon ko
Zara baithi jo sochne
Man mein tumhi muskaaye
Man mein tumhi muskaaye

Related Songs

More songs from Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
More songs of Rajendra Nath
More songs of Tun Tun
More songs of Ranjeeta
More songs of Hemlata