Tauba tauba song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pawan Goyal. This song was released on 16 Mar 2012.
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa
Soni soni hoon main
Soni hoon main soni hoon
Utaraasha hai khuda ne
Jo zameen par aa gaya
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Utaraasha hai khuda ne
Jo zameen par aa gaya
Jaan mujhame daal di toh
Yeh jahaan chakara gaya
Chaand ne dekha mujhe
Toh chaand bhi sharma gaya
Soni soni hoon main
Soni hoon main
Soni soni soni hoon
Soni soni hoon main
Soni hoon main soni
Soni soni hoon
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa


Chaudavi ka chaand
Ho yaa aaftaab ho
Jo bhi ho tum khuda ki
Kasam laajabaab ho
Chaudavi ka chaand
Ho yaa aaftaab ho
Jo bhi ho tum khuda ki
Kasam laajabaab ho
Mujhase puchha tha
Khuda ne jaaogi kya
Tum zameen par
Maine bola tab khuda se
Saare aashiq hai wahi par
Mujhase pehale kya zameen
Par chaand utaraa tha kabhi
Abb deewaano tum bataao
Koyi mujhase hai kahin par
Sar basajata ho gaye
Sab roop tera dekhkar
Jano dil se toh gaye
Sab roop tera dekhkar
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa


Har tarah ek shor sa hai
Mere aane ki khabar se
Har tarah behaki fiza hai
Mere aane ki khabar se
Har jagah ki main dhadkan
Ban gayi hoon aaj toh
Har jawa chehara khila
Hai mere aane ki khabar se
Jano dil se toh gaye
Sab roop tera dekhkar
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa
Utaraasha hai khuda
Ne jo zameen par aa gaya
Jaan mujhame daal di
Toh yeh jahaan chakara gaya
Chaand ne dekha mujhe
Toh chaand bhi sharma gaya
Soni soni hoon main
Soni hoon main soni
Soni soni hoon
Soni soni hoon main
Soni hoon main
Soni soni soni hoon
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba
Jaan leva tauba tauba
Tera jalwa tera jalwa.