Ajab zindagi ka song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kiran Vohra. This song was released on 01 Jan 2018.
Ajab zindagi ka hain ye safar
Koi hain idhar to koi hain udhar
Kasam khaake kaheti hain meri nazar
Sanam tuhi tu hain main dekhu jidhar
Ajab zindagi ka


Meri saans mein hain teri hi khusboo
Mere dil pe chhaya hain tera hi jadoo
Tere liye main mere liye tu
Khabar meri lele are bekhabar
Sanam tuhi tu hain main dekhu jidhar
Ajab zindagi ka hain ye safar
Koi hai idhar to koi hain udhar
Ajab zindagi ka


Teri zeel si gaheri
Aankho mein humdum
Utarte hain khawbon ke
Yaadon ke mausam
Jawa hain jawani ka tujh se hi aalam
Bana le tu apana mujhe humsafar
Sanam tuhi tu hain main dekhu jidhar


Ajab zindagi ka hai ye safar
Koi hain idhar to koi hain udhar
Kasam khaake kaheti hain meri nazar
Sanam tuhi tu hain main dekhu jidhar
Ajab zindagi ka.