Aisi nazariya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raghunandan. This song was released on 01 Jan 2018.
Aankh jhukti hai
Lahu tan mein khanak jata hai
Aawazo take hai to
Dil mera dhadak jata hai
Aisi nazariya mare sawariya
Aisi nazariya mare sawariya
Nas nas daudi jaye bijuriya
Nas nas daudi jaye bijuriya
Aisi nazariya mare sawariya


Aankh mile to dar dar jau
Aankh mile to dar dar jau
Laz ke mare mar mar jau
Laz ke mare mar mar jau
Ang more lipti jaye chunariya
Ang more lipti jaye chunariya
Aisi nazariya mare sawariya


Roop ki chandi rah rah khanke
Pagal payal pawe mein chanke
Chanke chanke
Roop ki chandi rah rah khanke
Pagal payal pawe mein chanke
Tut ke barse jaise badariya
Aisi nazariya mare sawariya


Pyar me koi pher na kijo
Koi bada andher na kijo
Pyar me koi pher na kijo
Koi bada andher na kijo
Sath chalungi tori atariya
Sath chalungi tori atariya
Aisi nazariya aisi nazariya
Aisi nazariya mare sawariya
Aisi nazariya mare sawariya.

More songs from Chambal Ki Rani (1979)