Aisa laga koi surma nazar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jayant Malkan. This song was released on 01 Jan 2018.
Aisa laga koi surma nazar
Ma aye nazar tu hi tu
Ho saiya tu hi nazar aye
Aye re aye
Aisa laga koi surma nazar
Ma aye nazar tu hi tu
Ho saiya tu hi nazar aye
Aye re aye aisa laga


Ho jal jal ke mai koyla ho
Gayi koyala aag lagaya
Ho jal jal ke mai koyla ho
Gayi koyala aag lagaya
Are aag laga jo koyala muha
Phir shola bhadkaya


Ho sine me jal gayi
Ho sine ne jal gayi
Ishk ki jyoti jyoti me teri khusbu
Ho saiya teri khusbu aye
Aye re aye
Aisa laga koi surma nazar
Ma aye nazar tu hi tu
Ho saiya tu hi nazar aye
Aye re aye
Aisa laga


Ho teri khoj me duniya
Bhatki dware dware
Ha teri khoj me duniya
Bhatki bahtki
Ho teri khoj me duniya
Bhatki dware dware
Are gaw sahar sab khoje
Khoje tirath sare
Tirath nazar aye
Ho tirath nazar
Aye pag pag pe saiya
Aye nazar nahi tu ho balma
Ha tu nazar aye aye re aye
Aisa laga koi surma nazar
Ma aye nazar tu hi tu
Ho saiya tu hi nazar aye.