Ai mere majabuur dil ho na bahut beqaraar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ai mere majabuur dil ho na bahut beqaraar
yuun na tadap raat-din yuun na machal baar baar
phir vahii din aa_enge vo mere ho jaa_enge
tujhako yaqiin ho to ho mujhako nahiin aitabaar
zindagii barabaad ho lab pe na fariyaad ho
hai to ye mushqil magar jaise guzare guzaar
chain kahaan paa_enge tadapate chale jaa_enge
dard par qaabuu nahiin un par nahiin iktiyaar