Ae baharo haal apna song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kailash Chopra, E.V. Rajan, Ramsarup. This song was released on 01 Jan 2018.
Ae bahoro haal
Apna kya sunaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Dil dhadkata hai jayada
Nind aaye kam


Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum


Dekhti hai ghur ke
Ye duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si lagi
Surat hamari kis liye
Dekhti hai ghur ke ye
Duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si
Lagi surat hamari kis liye
Raat din rahne lagi
Ye bekarari kis liye
Ke baithe lag gaya hum ko
Na jane kaun sa ye gam
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare to mar gaye hum


Aaj hotho pe anokhi
Si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Aaj hotho pe anokhi
Si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Log kahte hai nayi
Rani jawani aa gayi
Ke chalte chalte
Paon mein payal
Nahi par hoti hai
Chham chham
Na jane kya
Karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum


Ae bahoro haal
Apna kya sunaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum.