Adaonse Hamari Na Bachpaoge Lyrics - Dulha Bikta Hai | Raj Babbar | Simple Kapadia | Anita Raaj | Anwar Hussain | Dilip Sharma
in Movies
Watch the Video
Song Information
Adaonse hamari na bachpaoge song is from Dulha Bikta Hai (1982) and it is sung by Anwar Hussain, Dilip Sharma and Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit).It stars Raj Babbar, Simple Kapadia and Anita Raaj in leading roles. This song is penned by Gauhar Kanpuri and composed by Bappi Lahiri. It is produced by Tahir Hussain. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Bhawar me chod ke baitho na tum kinaro pe
Ke hum jo dube sanam tumko leke dubenge
Jawani hamne gujari hai tej dharo pe
Ke humko tarna aata hai kaise dubenge
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Oye allah allah allah allah haye allah
Allah allah allah allah haye allah
Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Meri samne baitho ye soch kar
Ke wapas na ja paoge apne ghar
Meri samne baitho ye soch kar
Ke wapas na ja paoge apne ghar
Hotho pe mera ek teer e najar
Yahi soch ke hum bhi aaye idhar
Ke dekho hasino ka teer e najar
Yahi soch ke hum bhi aaye idhar
Ke dekho hasino ka teer e najar
Jafao ka jadu ada sokhiya
Dikhao hame bhi to koi hunar
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Adao se hamari na bach paoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Oye allah allah allah allah haye allah
Allah allah allah allah haye allah
Wallah wallah ha wallah wallah wallah
Allah allah haye allah allah allah
Javani pe dilwale magarur hai
Khudihi ke nashe me ye chur hai
Javani pe dilwale magarur hai
Khudihi ke nashe me ye chur hai
Yahi log duniya mein mashhur hai
Hashi apani fitrat se majbur hai
Ye mithi suri khatte angur hai
Hashi apani fitrat se majbur hai
Ye mithi suri khatte angur hai
Khuda ne jara kya hushna de diya
Samajane lage ke pari hur hai
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Humko tufa uthana aata hai
Dil pe bijli girana aata hai
Sirf kahne ko hum to sabnam hai
Warna hum nahi sholo se kam hai
Mere jalwo se jal nahi jana
Mom bankar pighal nahi jana
Kyu mukabil hamare aate ho
Jane jan kyu gawate ho bolo
Ham bhi tufano ke ye pale hai
Apne andaz bhi nirale hai
Kyu dihkate ho in adao ko
Bandh sakte nahi hawao ko
Pahle dil ko jo azmaoge
Ungli danto me tum dabaoge
Dil e nadan inhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Jawano yu na itrao jawani pe taras khao
Hasino hosh me aao hame tewar na dikhlao
Ye julfe nag hai kale padenge jan ke lale
Chalao barchi ya bhale
Nahi darte hai dilawale
Jab se mard hai tauba kaha ki gard hai tauba
Hasi dil sard hai tauba bade bedard hai tauba
Jawano ko jo ungli do to ye pocha pakadte hai
Hasino ko jo sahara do to jalim sar pe chadte hai
Na achi doshti inki na achi dusmani inki
Na achi hai sokhi ada na achi kamsini inki
Inhe apna banake hum kabhi na chain se soye
Inhe dil me basake hum bhari batsat me roye
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Adaonse hamari na bachpaoge
Kaha tak dilo ja bachaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Jawano se meri ja jo takraoge
To kadmo pe sar ko jhukaoge
Oye allah allah allah allah haye allah
Wallah wallah ha wallah wallah wallah.