Kaun pahchega song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Parvesh C. Mehra. This song was released on 15 Aug 1986.
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who
Tu hai main ya main hain tu
Are kaun pahchega who is who


Naam ye badal ke sochke sambhal ke
Ab suru karenge khel soch samjh ke
Are mujhko sab pata hain
Sab samjh liya hain
Ab mera tamasha dekhna zara
Mere ghar mein aayega
Kabhi kabhi aisa mauka
Mami rob jamayegi to
Hal tera kya hoga
Are yad karegi mami pada
Ke gundo ko patti
Tang karegi jyada to kar
Dunga uski chuti
Chala ke chakkar kar
Dunga sabke dil pe jadu
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who


Pahli bar mein to mummy se milunga
Unse milke aayega kitna maja
Sabse pahle main bhi daddy se milunga
Kab se dil hain pyar ka unke pyar ka
Milkar ke acha hain sunlo wahi karenge
Mummy daddy dono ke
Dil mein pyar bharenge
Mummy daddy mil
Jaye to hum bhi mil jaye
Apne ghar khushiyo
Ke din phir lautenge
Bat suno phir le aayenge
Ek din main aur tu
Main hoon main tu hain tu kaun
Pahchega who is who
Tu hai main ya main hain tu
Are kaun pahchega who is who.