Abhi Hamari Mohabbat Lyrics - Ustad Ahmed Hussain | Ustad Mohammed Hussain | Ahmed Hussain | Mohammed Hussain
2006
Lyrics
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Baja hain unko hayadae
Log kehate hain
Baja hain unko hayadae
Log kehate hain
Haya mein hain jo shararat
Isi ko kyaa maloom
Haya mein hain jo shararat
Isi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Khuda ke waaste tum munh
Be naqaab phiro
Khuda ke waaste tum munh
Be naqaab phiro
Kisi ki kaisi hain neeyat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ki kaisi hain neeyat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom.