Ab to jalwa dikha de song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sita ke shri ram se kehna
Mosa ke ilham se kehna
Isha ke paigam se kehna
Nanak ke satnam se kehna
Are bhai kya kehna


Dil mein armaan hai dil mein
Ha dil mein armaan hai
Dil mein armaan hai dil mein
Ha dil mein armaan hai
Dil mein armaan armaan armaan
Dil mein armaan armaan armaan
Ha dil mein armaan hai


Unke didar ka ab to jalwa dikha do
Ha ab to jalwa dikha do
Ab to jalwa jalwa jalwa
Ab to jalwa jalwa jalwa
Ha ab to jalwa dikha do
Hume yaar ka
Dil mein armaan armaan armaan
Ha dil mein armaan hai


Dil yeh lagta nahi dilruba ke bina
Dil yeh lagta nahi dilruba ke bina
Ho saltnat dil ki suni hai sha ke bina
Ho saltnat dil ki suni hai sha ke bina
Saltnat dil ki suni hai suni hai suni
Salatnat dil ki suni hai sha ke bina
Chand suraj sitaro mein dhunda maine
Humne galiyo ke dharo mein dhunda use
Gulshita ke nazaaro mein dhunda use
Humne rangin baharo mein dhunda use
Ab to jalwa dhikha do
Ha ab to jalwa dihka do
Ab to jalwa jalwa ab to
Ab to jalwa jalwa ab to
Ha ab to jalwa dhikha do
Ha ab to jalwa dihka do
Hume yaar ka
Dil mein armaan armaan armaan
Ha dil mein armaan hai


Ho kyu kiya tha suru ishq ka silsila
Ab siwa tere kisse kare hum gila
Ho kyu kiya tha suru ishq ka silsila
Ab siwa tere kisse kare hum gila
Ho humko tadpake ya rab kya mila
Kuch to de pyar ka tu hume bhi sila
Ho humko tadpake ya rab kya mila
Kuch to de pyar ka tu hume bhi sila
Unko jaldi bula unse jaldi mila
Unko jaldi bula unse jaldi mila
Jaldi jaldi bula jaldi jaldi mila
Ha jaldi jaldi bula jaldi jaldi mila
Sata ab hargij nahi
Unko jaldi bula unko jaldi bula
Unse jaldi mila
Sata ab hargij nahi
Unko jaldi bula unko jaldi bula
Unse jaldi mila
Ho wo kahi main kahi dil yeh lagta nahi
Ab to had ho chuki hai
Mere hum nashi
Wo na aaya agar aaj parda nashi
Wo na aaya agar aaj parda nashi
Apna sar fodkar main marunga yahi
Apna sar fodkar main marunga yahi
Wo na aaya agar aaj parda nashi
Apna sar fodkar main marunga yahi
Main marunga yahi aye mere hamnashi
Aye mere hamnashi main marunga yahi
Teri aah se jaha hil gaya
Yeh zami hil gayi aasma hil gaya
Yeh zami hil gayi aasma hil gaya
Yeh zami hil gayi aasma hil gaya
Mere aashiq tera diruba aa gaya
O mere aashiq tera dilruba aa gaya
O mere aashiq tera dilruba dilruba
Ho dilruba aa gaya dilruba aa gaya
Aasman se utar kar khuda aa gaya
Dil mein armaan tha dil mein
Ha dil mein armaan tha
Dil mein armaan tha dil mein
Ha dil mein armaan tha
Unke didar ka dil mein armaan tha
Dil mein ha.

More songs from Partner (1982)