Ab Na Been Baja Lyrics - Sharbati Aankhen | Ishwarlal | Vanmala | Harish | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ab na been baja song is from Sharbati Aankhen (1945) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Ishwarlal, Vanmala, Harish, Raaj Kumari in leading roles. This song is penned by Pandit Indra Chandra and composed by Feroz Nizami. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ab na been baja
Ab na been baja
Ab na been baja snehi
Tut gaye armaan pyar ke
Tut gaye armaan pyar ke
Geet na ga tu bahar ke
Geet na ga tu bahar ke
Apne man ki pukar panchhi
Apne man ki pukar panchhi
Humko ab na suna
Ab na been baja
Ab na been baja
Kaisi kismat ki nithurai
Kaisi kismat ki nithurai
Deepak apna jyot parayi
Deepak apna jyot parayi
Is jalne se
Is jalne se bujhna achha
Is jalne se bujhna achha
Dil ko apne bujha
Ab na been baja
Ab na been baja snehi
Tut gaye armaan pyar ke
Geet na ga tu bahar ke
Apne man ki pukar panchi
Humko ab na suna
Ab na been baja
Ab na been baja.