Aaye Hai Badi Door Se Mehfil Me Shaama Chamki Parwaane Lyrics - Gunahon Ka Devta | Jeevan | Asit Sen | Mehmood | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaye hai badi door se mehfil me shaama chamki parwaane song is from Gunahon Ka Devta (1967) and it is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) and Mohammed Rafi.It stars Jeevan, Asit Sen and Mehmood in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Janta Ch. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
aa aa aa aaye hai badi dhur se
sarkar ke liye
kab se taras rahe the tere didar ke liye
bolo kis liye aaye ho
naraj na ho sarkar hum to isliye aaye hai
mahfil me shama chamki
parvane chale aaye ab to najar jhuka lo
ab to najar jhuka lo diwane chale aaye
mahfil me shama chamki
rangeen jamana hai mahfil pe jawani hai
jo tera fasana vo meri kahani hai
aankho se teri pine mastane chale aaye
aankho se teri pine mastane chale aaye
mahfil me shama chamki
jab dil me mohabbat ho to hota hai asar dil par
batka hua aashiq bhi batka hua aashiq bhi
aa jata hai manjil par aa jata hai manjil par
hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye
hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye
mahfil me shama chamki
har ek ada meri deti hai dua tumko
har ek ada meri deti hai dua tumko
ada meri ada har ek ada meri
ada aada meri ada meri
har ek aada meri deti hai dua tumko
meri bhi umar de de meri bhi umar de de
ye mera khuda tumko ye mera khuda tumko
hum bhi to tere hai jatlane chale aaye
hum bhi to tere hai jatlane chale aaye
ab najar jhuka lo
ab najar jhuka lo diwane chale aaye
mahfil me shama chamki parvane chale aaye
mahfil me samma chamkivparvane chale aaye
mahfil me samma chamki