Lene waale karod, dene wala ek RamDane dane pe likha hai khane wale ka naamLene waale karod, dene wala ek RamKoi kitna ameer ho ya kitna gareebKhaye utna hi jitna hai uska naseebKoi kitna ameer ho ya kitna gareebKhaye utna hi jitna hai uska naseebAage malik ke chalta nahin koi daamLene waale karod, dene wala ek RamDane dane pe likha hai khane wale ka naamLene waale karod, dene wala ek RamTeri kismat ki likhi hui hai kitabTere ek ek din ka hai usmein hisabTeri kismat ki likhi hui hai kitab
Tere ek ek din ka hai usmein hisabTere bas mein na subah hai, na teri shaamLene waale karod, dene wala ek RamDane dane pe likha hai khane wale ka naamLene waale karod, dene wala ek RamKabhi garmi ki mauj, kabhi baarish ka rangAise chakkar ko dekh saari duniya hai dangKabhi garmi ki mauj, kabhi baarish ka rangAise chakkar ko dekh saari duniya hai dangChaand, sooraj, zameen sab uske gulamLene waale karod, dene wala ek RamDane dane pe likha hai khane wale ka naamLene waale karod, dene wala ek RamLene waale karod, dene wala ek Ram