Bol mere murge kukdu kooHaan aadhi roti sara kababBol mere murge kukdu kooHey jaisi boli waisa jawabBol ri kabootari gutar gu guHaan jaisi boli waisa jawabBol ri kabootari gutar gu guHo aadhi roti sara kababBol mere murge kukdu kooKaali ek bhains thiKaali ek bhains thiAnde pe baithi thi kalAb tum batao kya iska matlab asalKal raat chand ke upar thi kaali ghataAnde ki, bhains ki tumne bana di ghazalArre wah, aur kyaArre wah, aur kyaAchcha to shayar bhi hain janabBol mere murge kukdu kooHa aa jaisi boli waisa jawabBol ri kabootari gutar gu guGhoda be-pair kaLambi bechare ki dummChalta hai dumm seDekhe akal ho ghum, jawab toArre ee leyoGhoda patang haiDumm uski lambi si dorUdta patang hai dori se samjhe ji tum
Arre wah, aur kyaArre wah, aur kyaAchchi kaudi laaye janabBol mere murge kukdu kooHey jaisi boli waisa jawabBol ri kabootari gutar gu guAb hamaare saal ka jawab doHumne badaam ke andar dekha aadmiKya iska matlab ab tum batao jiBolo, bolo arre boloSakhi sun, ri sakhi sunInne badaam ke andar dekha aadmiAisa kahin bhi toone sun hai riArre hum bataate hainBadaam aankhon ko bhi to kehte hain logInmein jo jhaanke dikhe wohi aadmiArre wah, aur kyaArre wah, aur kyaHaar gayi main to tumse janabBan gayi murgi kukdu kooHey jaisi boli waisa jawabBol ri kabootari gutar gu guHaan aadhi roti sara kababBol mere murge kukdu kooAadhi roti sara kababBol mere murge kukdu kooBol mere murge kukdu kooBol mere murge kukdu koo