Aaye ga aaye ga song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Naresh Saigal, K. Dutta. This song was released on 25 Aug 1961.
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Tere pichhe dil ye tabah ho gaya
Ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Tere pichhe dil ye tabah ho gaya
Ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya


O sahjadi baat baat mein
Kaisi uljhan pad gayi
Aaj tui hum par ho gayi
Gusse kaisi afat pad gayi
Tere dil ki baat maine jan li
Cham cham payal ki pahchan li
Aigo aigo aigo ye kya ho gaya
Tere pichhe dil ye tabah ho gaya
Ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya


Is dunia ki bhid me aakar
Dil ne tujhko jan liya
Dhire dhire pyar jaga
Or dil ne apna man liya
Mai to kho gayi re tujhe dekh kar
Teri ho gayi re tujhe dekh kar
Aigo aigo aigo ye kya ho gaya
Tere piche dil ye tabah ho gaya
Ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya


Are jab tu bigde aur hasi ho
Gussa lage pyara
Ek bat ne jita hamko ek baat se hara
Jhagda na akr tu ari man ja
Apna samjh tu ari jan ja
Aigo aigo aigo ye kya ho gaya
Tere piche dil ye tabah ho gaya
Ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Par kya karu ye dil jo fida ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya
Aaye ga aaye ga ye kya ho gaya.