Aaya Main Aaya Lyrics - Madhuri Dixit | Govinda | Vinod Khanna | Amit Kumar | Udit Narayan

1990

Lyrics

Aaya main aaya aaya main aaya
Mujhsa deewana hai kaha
Aaya main aaya aaya main aaya
Mujhsa deewana hai kaha
Chehra hai mera jana pahchana
Muskil meri nazro se bach pana
Dekho kya shama hai
Mahfil bhi jawa hai
Hone wala hai kuch yaha

Aa meri jaa tujhe dekhu to zara
Hoga hum dono ka faisla
Aa meri jaa tujhe dekhu to zara
Hoga hum dono ka faisla
Nachenge gayenge denge hum imtiha
Nachenge gayenge denge hum imtiha.