Aa Bahon Mein Aa Lyrics - Maha-Sangram | Madhuri Dixit | Govinda | Vinod Khanna | Amit Kumar | Anuradha Paudwal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aa bahon mein aa song is from Maha-Sangram (1990) and it is sung by Amit Kumar and Anuradha Paudwal.It stars Madhuri Dixit, Govinda and Vinod Khanna in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by Nitin Manmohan. This song was released on 12 Jan 1990.
Lyrics
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Dekha tujhe main bahakne laga
O pahla pyar hai
Dil dhadkane laga
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Mere dil ko churake
Yu na ja muskurake
Aankho hi aankho mein
Neende churayi hai
Chain luta hai mera
Mere dil ko churake
Yu na ja muskurake
Aankho hi aankho mein
Neende churayi hai
Chain luta hai mera
Aisi bato se mujhko dar lage
Aise na sata
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Tune ye bhi na jana
Pyar ka dusman jamana
Chahat ki raho mein
Unchi deeware hai
Milna muskil hamara
Tune ye bhi na jana
Pyar ka dusman jamana
Chahat ki raho mein
Unchi deeware hai
Milna muskil hamara
Apna rasta roke koi kya
Honge na juda
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Dekha tujhe main bahakne laga
O pahla pyar hai dil dhadkane laga
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Aa baho mein aa dekh
tujhe main pyar se.