Aaya bahar ka zamana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tony Walker. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le


Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana  koi rok na le
Deewana  koi rok na le


Dubi dubi har najar
Hai kisi ki chah mein
Dubi dubi har najar
Hai kisi ki chah mein
Kho na jaye dil kahi
Bekhudi ki rah mein
Patli kamar meri lachke
Main chalu bach bachke
Diwana koi rok na le
Diwana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana  koi rok na le
Deewana  koi rok na le


Bahki bahki aankh mein
Mastiyo ka josh hai
Bahki bahki aankh mein
Mastiyo ka josh hai
Mere dil se puch lo
Kisko kitna hosh hai
Najre kisi se jo milau
To dar dar jau
Anjana koi rok na le
Deewana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le.