Aap Huye Mere Balam Lyrics - Krorepati | Shashikala | Kishore Kumar | Kum Kum | Lata Mangeshkar | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aap huye mere balam song is from Krorepati (1961) and it is sung by Lata Mangeshkar and Prabodh Chandra Dey (Manna Dey).It stars Shashikala, Kishore Kumar, Kum Kum and Alhad Radha Krishnan in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by Om Prakash Saigal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Aap huye mere balam main tumhaari huyi
Maan lijiye aji maan lijiye
Dil ka iraada nazar ke ishaara huye
Aan lijiye aji jaan lijiye
Ho aap huye mere balam main tumhaari huyi
Maan lijiye aji maan lijiye
Ghairon ki nazron se tumko churaa loon
Jee chahta hai palak mein chhupa loon
Pyaar ki ye dori sajan mere dil se
Pyaar ki ye dori sajan mere dil se
Pyaar ki ye dori sajan mere dil se
Jara baandh lijiye, jara baandh lijiye
Dil ka iraada nazar ke ishare huye
Aan lijiye aji jaan lijiye
Pahlu mein phir jhoom kar ga raha hai
Jeene ka phir se majaa aa raha hai
Nain mere bahke kadam ladkhaadaaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaaye
Mujhe thaam lijiye, mujhe thaam lijiye
Ho dil ka iraada nazar ke ishaare huye
Jaan lijiye aji jaan lijiye
Aap hue mere balam main tumhari hui
Man lijiye aji man lijiye
Dil ka najara najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye
Aap hue mere balam main tumhari hui
Man lijiye aji man lijiye
Auro ki najro se dil ko churalu
Ji chahta hai falak me chupalu
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Jara bandh lijiye jara bandh lijiye
Dil ka najara najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye
Pahlu mein dil jhum kar ga raha hai
Jien ak fir se maja aa raha hai
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Mujhe tham lijiye, mujhe tham lijiye
Dil ka najara najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye.