Saiyyan Na Chhedo Dil Ke Taar Lyrics - Krorepati | Shashikala | Kishore Kumar | Kum Kum | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Saiyyan na chhedo dil ke taar song is from Krorepati (1961) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Shashikala, Kishore Kumar, Kum Kum and Alhad Radha Krishnan in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by Om Prakash Saigal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar
Aaj bahaaren gaati jaayen
Haaye re dil behkaati jaayen
Tum bhi hamein tarsaao baalma
Woh bhi hamein tadpaati jaayen
Ab to saha na jaaye mausam
Ab to saha na jaaye
Apna bana le ae dildaar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar
Aao gagan ko choomein hum
Baadal rath par ghoomein hum
Chaand sooraj bhi pyaar lutaayen
Jag jhoome aur jhoomein hum
Tum mujh mein kho jaao baalam
Main tum mein kho jaaun
Yeh hi hai dil ki pukaar
Saiyyan na chhedo dil ke taar
Paiyyan padoon tore
Binti karoon tori
Mat kar mujhe beqaraar.