Aankhein Jiski Mandir Masjid Lyrics - Bhai Bhai | Ritu Shivpuri | Manek Bedi | Megha | Alka Yagnik | Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aankhein jiski mandir masjid song is from Bhai Bhai (1998) and it is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee and Udit Narayan.It stars Ritu Shivpuri, Manek Bedi, Megha and Samrat Mukherjee in leading roles. This song is penned by Muqtida Hasan Nida Fazli and composed by Aadesh Shrivastava. It is produced by Pahlaj Nihalani. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Sar hai himalya jiska
Sar hai himalya jiska
Dil ganga ki dhara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Aankhe jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Nafrat ki aag se ab ye desh mat jalao
Gaddar andhiyo se is desh ko bachao
Jo banti hai hamko diwar vo girao
Khwaja ke dhar se utho
Kashi ke dar se uthkar aao
Ramayan ki katha hai iski
Maryada ka darpan
Isha ki suli hai iski
Manavta ka dharshan
Noore mohammed se hai roshan
Inke ghar aangan
Utho hamari dharti ne
Utho hamari dharti ne
Fir hame pukara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Aankhein jiski mandir masjid
Dil gurudwara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Hatho mein hath thamo
Fir dil se dil milao
Bharat pukarta hai
Apne kadam badao
Takrao jalimo se
Apna vachan nibao
Fir raam ban ke aao
Ravan ka sar jhukao
Roop hai iska tajmahal sa
Sach hai gautam jaisa
Dil se dil ka rishta iska
Pawan sangam jaisa
Khushi hai iski diwani si gham hai
Moharam jaisa
Jaha ahinsha se hinsha ka
Jaha ahinsha se hinsha ka
Sahas hara hai
Wo desh tumhra hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai
Wo desh hamara hai.